sponserd

Tuesday, 27 September 2016

नाराज मत हुआ करो

नाराज मत हुआ करो कुछ अच्छा नहीं लगता है तेरे हसीन चेहरे पर यह गुस्सा नहीं सजता है हो जाती है कभी कभी गलती माफ कर दिया करो चाहने वालों से बेदर्दी यह नुस्खा नहीं जंजता है।

Friday, 19 February 2016

Latest Sad Shayari - SMS | Zindagi Hamaari Yun

Zindagi Hamaari Yun Hi Sitam Ho Gayi
Khushi Na Jaane Kahan Dafan Ho Gayi
Likha Khuda Ne Mohabbat Sabki Taqdeer Mein
Hamaari Baari Aayi To Syaahi Hi Khatm Ho Gayi!

Friendship Shayari - SMS | Khushi Itni Ho

Khushi Itni Ho Ki Aap Dikha Sako,
Gham Bas Itna Ho Ki Aap Chhipa Sako,
Zindagi Mein Ek Dost Aisa Rakhna,
Jiske Liye Aap Dukh Mein Bhi Muskura Sako!

Love Sad Shayari - SMS | Kithna Bebas Hai

Kithna Bebas Hai Insaan Kismat Ke Aage,
Har Sapna Toot Jata Hai Hakikat Ke Aage,
Jisne Kabhi Duniya Main Jhukna Nhi Seekha,
Vo Bhi Jhukh Jata Hai Pyar Ke Aage!

Dhokha Shayari - SMS | Yeh Kai Baar Dekha Hai

Yeh Kai Baar Dekha Hai Hamne Khud Pe Aajma Kar,
Dhokha Dete Hain Log Aaksar Kareeb Aa Kar,
Kehti Hai Duniya Par Yeh Dil Nahi Manta ,
Ke Tum Bhi Chod Jaoge Ik Din Aapna Bana Kar!